Ho Karam Sarkar Ab To


Ho Karam Sarkar Ab To mp3 naat recites by a famous naat khawan Owais Raza Qadri. Download Ho Karam Sarkar Ab To mp3 naat or you can also listen online here at naatssahrif.com. You can also check the lyrics of this beautiful mp3 naat Ho Karam Sarkar Ab To.

Related Naats

 

Download Ho Karam Sarkar Ab To Mp3 Naat

For Downloading Ho Karam Sarkar Ab To mp3 naat click on the download button

Download Naat

 

Lyrics Of Ho Karam Sarkar Ab To Mp3 Naat

ho karam sarkar ab to hugay gham bey shumar
jaan o dil tum pay fida do jahan ky tajdaar

ja rha he qafla tayyaba nagar rota huwa
me raha jata hun tanha ay Habeeb ker digar

Haal pey mere karam ki ek nazar farmaye
dil mera ghamgeen hey ay ghmzadoun ky ghumksar

kash mil jati sa,adat umray ki ramzan main
rotey rotey girde kaba phita men perwana war

yaad aata he tawaf e khana kaba mujhe
or lipatna multazim sey walhana bar bar

qafley walon suno yaad aay to mera salam
araz kerna roty roty hu sakey tou bar bar

jald phir tum bula lo or sabaz gumbad do dikha
hazri ki aarzo ney ker diya phir be qarar

ya khuda dikhla hateem pak mezab o muqam
or safa marwah mujhe behar rasool ze waqar

choom ker khak madina jhomta phita tha main
yaad aatey hen madeene key mujhe lail o nahar

chomta nazron se noorani menaron ko waha
or kabhi men choom leta jhoom ker tayyaba ey khar

aah qismat ne diya na sath mera is baras
dekh leta kash mehrab o munber ki bahar
jo gham furqat me roy ya elahi phoot ker
aankh easi ker ata mujhko mere parwar digar

gumbad e khizra key jalwy or wo aftarian
yad aati hen buhat ramzan tayyaba k bahar

ghumzada youn na huwa hota ubaid Qadri
is baras bhee dekhta gar sabz e gumbad ki bahar

Popular Tags

  • Download Ho Karam Sarkar Ab To Mp3 Naat
  • Download owais raza qadri Mp3 Naat “Ho Karam Sarkar Ab To”
  • Ho Karam Sarkar Ab To Mp3 Naat
  • mp3 naat Ho Karam Sarkar Ab To
  • Ho Karam Sarkar Ab To Mp3 Naat download

Share This Naat

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *